Virgo 2010 Horoscope or Virgo 2010 Predictions in Urdu
February 13, 2010 by Saaju · 5 Comments
| Virgo Horoscope 2010 or 2010 Predictions for Virgo are given below in Urdu. Virgo Horoscope is including 2010 Virgo love horoscope, Virgo Characteristics, Virgo Compatibility and Virgo 2010 Career. |
Virgo in Urdu:




good judgement
sir,pichle 6 saloo se main bohot pareshaan hooo.mujhe aapka zaicha bohot pasand aaya hai is waja se maine aapse rujoo kiya hai.main mulk se bahar nokrii ke liye jana chahta hoooo.mere liye kaisa rahega?meri mushkilaaaat kab tak khatam ho jaeengii?
salam 2 all frendx
main ap sab arz karunga ky koi agar kisi ka fucher bata sakta hota to shayad aaj har insan apny aagy ky bary main nhi sochta kyu agyy ko ye sab bata dety hain
mera star bhi virgo hai main bhi apna star parhta hun lekin is cheez ko itna involve nhi karo ky hmara eemaan kamzoor ho jaye
bhaiyon aur bhehno apna forever khayal rkhna aur plz in sab baton par ziada noteis ni do warna apka naam bhi cieco ki list main ajayega…
TAKE.CARE ALL FREND,, BYE FEEAMANILLAH
meri shadi ko 10 saal ho gaye hain halat shuru se hi achche nahin the par pichle ek saal se yeh kharabi kuch zyada hi ho gayi hai jis mein mali pareshani ke sath gharelu pareshani bhi shamil hai shauhar ka kuch na karna sasural walon ka tang karna do do bachchon ki zimmedariyan aur us par mere ghar walon ka dusre mulk mein hona ye sari pareshaniyan itni zyada hain ki saans lena mushkil ho gaya hai barai meharbani koi wazifa tajviz kijye
Aslam Alaikum
Dear Sister aap ghar main enter hotay time Aa U Zu Billa Parhain aur Surah Ikhlas Qul O Wala O AHad Parhain. Aur Surah Falak aur Surah Naas Subah Shaam Parhain aur namaz ki pabandi karain. InshaAllah Sab Behtar Ho Jaye Ga.